Monday, April 27, 2009

In, November 07,2008 04:36PM

Allah har gunnah ko mafi mangnay par maaf farma daitay hain,
siwaye geebat aur chugli kai.woh Allah tab tak maaf nai farmatay
jab tak insan khud us shaks sai mafi na mangay,
jiski geebat ki hai.aur yeh aik aisa guna hai jiski waja sai log cut cut kar jahanum mai phainkay jayen gay. DUA GO

No comments:

Post a Comment

 
Thank yOu fOr viewing mY blog! Please cOme again: D