Monday, August 31, 2009

Aj, January 23,2009 04:18PM

MUHAMMAD (S.A.W) ne farmaya: Bachon ki 5 adaten mujhe boht pasand hain!


1.wo ro ro kar mang te hain or apni bat manwa lete hain

2.wo mitti main khailt hain yani ghuroor-0-takabur khak main mila dete hain

3.lar jhaghar k sulah kar lete hain yani koi hasd nahi rakhte

4.jo mil jaye wo khate hain zakhira karne ki hiras nahe

5.miti k ghar banate hain or khel kar gira dete hain yani bata te hain yeh dunia
Ja-e-baqa nahe maqam-e-fana hai.

No comments:

Post a Comment

 
Thank yOu fOr viewing mY blog! Please cOme again: D