Sunday, January 10, 2010

In, November 22,2009 11:38AM

Karon keon na hamdo sana us "KHUDA" ki
K jis ny mujhy har khushi aata ki,

Kiya darguzar meri har khata ko
Youn mujh par "MEHRBANI" ki inteha ki,

Main karta rahon ga tera shukar moula
Meri zindagi ny jb tak "WAFA" ki,

Mujhy hai qawi aas Bakhshish ki us sy

Reham karna adat hai mere "KHUDA"ki...

No comments:

Post a Comment

 
Thank yOu fOr viewing mY blog! Please cOme again: D